You will not be allowed to compare more than 4 products at a time
View compareFrequently Asked Questions (FAQs)
We understand that you may have questions about our Ibbanao Herbal Hair Oil. Below, we’ve compiled answers to the most common queries to help you make an informed choice. Our goal is to provide transparency about our natural, clinically tested product and guide you on how to get the best results for your hair care routine.
If you don’t find your question here, feel free to contact us directly — we’re always happy to assist!
01 Is Hair Oil mein kaunse ingredients hain?
Ibbanano mein 29 organic herbs shamil hain, jin mein Amla, Bhringraj, Neem, Rosemary, Coconut Oil, Saffron aur biotin shamil hain. Ye tamam ingredients 100% natural aur chemical-free hain.
02 Kya Ibbanano Hair Oil dono mard aur auraton ke liye hai?
Ji haan, Yai unisex hai aur har qisam ke baalon ke liye moassar hai.
03 Kitni der mein results nazar aate hain?
Generally, noticeable results 4 se 6 hafton ke andar dekhne ko milte hain. Consistent istemal se balon ki growth aur sehat behtareen hoti hai.
04 Kya Ibbanano Hair Oil lab tested aur safe hai?
Ji haan, Ibbanano ko clinically aur lab tested kiya gaya hai, aur ye dermatologist approved hai, is liye ye bilkul mehfooz hai.
05 Kya ye hair oil baalon ko greasy ya bhaari karta hai?
Nahi, Ibbanano halka aur jaldi sohnay wala hair oil hai, jo baalon ko bhaari ya chipchipa nahi karta.
06 Kya iske saath shampoo bhi milta hai?
Ji haan, har purchase ke saath humari organic herbal shampoo free mein milti hai jo baalon ki sehat ko aur bhi behtareen banati hai.
07 Kya Ibbanano Hair Oil dandruff aur scalp ki khujli ke liye bhi acha hai?
Bilkul, ismein mojood neem aur tea tree jaise antimicrobial herbs dandruff kam karne aur scalp ko sooth karne mein madadgar hain.
08 Kya ye product Pakistan mein bana hai?
Ji haan, Ibbanano poori tarah se Pakistan mein tayar kiya gaya hai, jahan hum behtareen quality aur ingredients ka intekhab karte hain.
09 Kya Ibbanano Hair Oil kisi tarah ka side effect kar sakta hai?
Ibbanano 100% herbal aur organic hai, is mein koi harmful chemicals nahi hain. Magar agar aap ko kisi specific herb se allergy ho to pehle patch test karna behtar hai.